My Store
पवित्र कुरान (रोमन लिपि में अनुवाद)
पवित्र कुरान (रोमन लिपि में अनुवाद)
4.99 / 5.0
(183) 183 कुल समीक्षाएँ
रोमन लिपि अनुवाद : पवित्र कुरान का रोमन लिपि में अनुवाद किया गया है, जिससे यह उन लोगों के लिए आसानी से पढ़ने योग्य हो गया है जो अरबी भाषा में पारंगत नहीं हैं। यह व्यापक दर्शकों को कुरान की गहन शिक्षाओं से जुड़ने में सक्षम बनाता है।
भाषा: रोमन लिपि में उर्दू अनुवाद
नहीं। पेजों की संख्या : 753
पिकअप उपलब्धता लोड नहीं की जा सकी
शेयर करना

Alhamdulillah 🤍
Ye Qur’an mujhe bahut waqt se chahiye thi. Kai saalon se mera dil tha ke main ise order karun, lekin har cheez ka ek behtareen waqt hota hai. Alhamdulillah, is saal Allah Ta’ala ne apni bepanah rehmaton se mujhe is khoobsurat Qur’an se nawaza.
Meri dua hai ke Allah mujhe is Qur’an ko samajhne, isse bahut kuch seekhne aur apni zindagi mein uski taleemaat ko amal karne ki taufeeq ata farmaye. Aur Allah ki madad se main iske zariye achhi baatein doosron tak bhi pahucha sakun.
Ye sirf ek kitaab nahi, balki hidayat, sukoon aur zindagi guzarne ka behtareen zariya hai. Allah is Qur’an ko mere liye aur har padhne wale ke liye rehmat aur barkat ka sabab banaye. Ameen 🤲✨
Mash Allah 👍
Best
Assalamualaikum...
Maine ye quran Aug 2024 me khareeda tha., pahle mujhe arabic language samajh nhi aati thi., phir maine quran ke liye sab kahin bht search kiya aur bht confused thi ki kis website se khareedein lekin jab Mrs. Sana khan ji ne ye recommend kiya to ye maine purchase kiya ., Alhumdulillah ab main main khud samajh ke padhti hun aur sath me ghar walon ko bhi sunati hun ki Quran me hame allah tala ne kya sikhaya hai aur hum log kaise apne deen e islam ko practice kar rahe hain...ect...
Packaging was so good